~¤Akash¤~
Prime VIP
Raat gumsum hai magar chand khamosh nahi,
Kaise keh du aaj fir hosh nahi.
Aisa duba unki yaadon ki gehrai main,
Haath mein jam hai magar pine ka hosh nahi
Insano ke kandho pe insan ja rahe hai,
kafan me lipte arman ja rahe hai,
hume mili mohbbat me bewafi,
ab hum wafa ke talash me samshan ja rahe hai.
Kaise keh du aaj fir hosh nahi.
Aisa duba unki yaadon ki gehrai main,
Haath mein jam hai magar pine ka hosh nahi
Insano ke kandho pe insan ja rahe hai,
kafan me lipte arman ja rahe hai,
hume mili mohbbat me bewafi,
ab hum wafa ke talash me samshan ja rahe hai.