ab is se zyada unka intzaar kya kare...

~¤Akash¤~

Prime VIP
Nasha jaruri hai zindagi ke liye,
par sift sharab hi nashi hai bekhudi ke liye,
kisi ki mast nigahon mein doob ja ae dost,
bada hasin samundar hai khudkushi ke liye....

Zakham itne gehre hai izhaar kya kare,
hum khud nishana ban gaye vaar kya kare,
mar gaye hum magar khuli rahi aankhein,
ab is se zyada unka intzaar kya kare...
 
Top