Ek sach

honey.singhhh

Bad lover
€k $ach chupa hota hai :-
jab koi kehta hai ..
"mazak tha yaar"
.
.
€k feeling chupi hoti hai :-
jab koi kehta hai ..
"mujhe farak nhi padta"
.
.
€k dard chupa hota hai :-
jab koi kehta hai ...
"its ok"
.
.
€k zarurat chupi hoti hai :-
jab koi kehta hai ...
"mujhe akela chod do"
.
.
€k gehri baat chupi hoti hai :-
jab koi kehta hai ..
"pata nhi"
.
.
€k $amundar chupa hota hai
baaton ka :-
jab koi
"khamosh rehta hai"
 
Top