Pyar kya hota hai

tomarnidhi

Well-known member

Ladki : Ye Pyar kya hota hai?
Ladka: pyar ka rishta 2 insano main wohi hota hai jo cement or rait k darmiyan pani ka hota hai... suppose karo... ladka=cement Ladki=rait love = pani ab agar cement or rait ko aapas main mila diya jaye to wo strong nahi honge lekin agar in main pani mix kar diya jaye to koi in ko juda nahi kar sakta

Ladki : Kamine tu shakal se hi mazdoor lagta hai:hassa
 
Top