»SukhMani«
*Nirbhau Nirvair*
Ek aashram me guruji dhanush baan chalana sikha rahe the..
Ek shishya nishana lagata hai aur uska nishana chuk jata hai...
Shishya- saala nishana chuk gaya..
.
.
Guruji - aashram me apshabd bolna mana hai ab mat bolana...
..
Shishya dobara nishana lagata hai aur uska nishana phir se chuk jata hai...
Shishya- saala nishana chuk gaya...
.
.
Guruji - maine tumhe mana kiya tha phir bhi tum ne bola.. Ab yadi tumne bola to ek aakash vani hogi aur usme se ek baan niklega jo tumhari ankh fod dega...:|
.
.
Shishya dobara nishana lagata hai aur uska nishana phir se chuk jata hai..
Shishya- saala phir nishana chook gaya..
.
.
Aakash vani hui
aur
usme se ek baan nikla aur guruji ki aankh fod di ...
.
Aakash vani -
Saala nishana chuk gaya...