Mummiyan tarah tarah di ....

Saini Sa'aB

K00l$@!n!
Aalsi mummy : Ek baat tumhe kitni baar batani padhti hai



Dhamkaane waali mummiya : Aane do papa ko tumhari shikayat karungi



Itehaas pasand mummiya : Jab main tumhari umar ki thi , ghar ka saara kaam karti thi



Bhavish batane waali mummiya : Mujhe pata tha yeh tutega



Confused Mummiya : Main insaan hun ki machine ?



Selfish mummiya : Lunch me parantha tumhare liye tha ya tumhare dosti ke liye



Shakki mummiya : 10 me se 10 , jarur tumne cheating ki hai !!!!!!!!!!!!
 
Top