Maalik: Tum bathroom mein kyu ghus aaye, kya tumhe pata nahi tha ki mein naha raha hoon? Naukar: Hazur galti ho gayi, mein samjha tha begum sahiba hai.