Exam me fail hone ki wajah ...

sabi001

Member
Exam me fail hone ki wajah kya di hain, aaj k honhaar students ne ??
1 saal ke 365 din hote hai..
Roz 8 ghante sone ke Yani pure saal ke 122 din
365-122=243
aur summer vacation gino 61 din..
243-61=182 din
Usme 52 sunday..
182-52=130 din..
Diwali – holi etc.. Festival ke 40..
College festival 15 din
[40+15=55]
130-55=75 din.
Khane pine nahane ke 3 ghante ke hisab se 46 din..
75-46=29 din.
Roj ke 1 ghante dosto ke.. Uske 15 din..
29-15=14 din..
Ab hum 10 din to bimar bhi rahte hai..
14-10=4 din bache..
T.V dekhne ke 3 din..
4-3=1 din bacha Yaar
1 saal me 1 din hi to birthday aata
hai Ab birth day ke din kon padhe yaar..??.
Parent’s shocked Student’s rocked..


:aat
 
Top