Dr:-tabiyat kaisi hai

[MarJana]

Prime VIP
Dr:-tabiyat kaisi hai?
ladka:- pehle se zayada kharaab hai
Dr:- dawai kha li thi
ladka:- nahi dawai ki bottle bhari hui thi
Dr:- I meandawai le li thi
ladka:- ji aapne di maine le li
Dr :- bewkuf dawai p li thi
Ladka:- nahi dawai toh lal thi
Dr:-are maine kaha ......... dawai ko p liya tha?
ladka:- nahi piliya toh mujhe tha
 
Top