waqt milla to samjha denge.....!!!

er_rose

"Puttar mitharey mevey"


waqt mila to samjha denge tumko sanam
kitna pyar karte hain tumse hum

hamari wafa na kahin bewafai banjaye kabhi
karte hain yeh hi dua sanam

dil ki dhadkane sayad ho jaye band
par dil se juda na ho paoge tum

kabhi ajmana chaho to hume
haskar hamari jaan mang lena

par bhul kar bhi kabhi bewafa na naam dena
aakhri sans tak aitwar karenge

mar bhi gaye to band ankhon se didar karenge
waqt ne jo kabhi hamse ki bewafi

samajhna hamri sanse hain kam
par jab tak hai mahobat hamari arjoo ho tum


 

Lily

B.R
Staff member
814-thanks.jpg
 
Top