Hota Kaise Unhe Gam Hamari Ruswai Ka, Jab Fark Pada Hi Nahi Unhe Hamari Judai Ka, Khamoshi Se Saha Hamne Jab Har Gam, To Ilzam Laga Diya Hum Per Bewafai Ka...