*sirf tum*

*Sippu*

*FrOzEn TeARs*
Waqt mila to samjha denge tumko sanam
kitna pyar karte hain tumse hum
hamari wafa na kahin bewafai banjaye kabhi
karte hain ye hi dua sanam
dil ki dhadkane sayad ho jaye band
par dil se juda na ho paogi tum
kabhi ajmana chaho to hume
haskar hamari jaan mang lena
par bhul kar bhi kabhi bewafa na naam dena
aakhri sans tak aitwar karenge
mar bhi gaye to band ankhon se tera didar karenge
wqt ne jo kabhi hamse bewafi
samajhna hamri sanse hain kam
par jab tak hai mahobat hamari arjoo ho
SIRF TUM
 
Top