Rajat
Prime VIP
jab naam tera pyar se likhti hain ungaliyan
merii taraf zamaane kii uthti hain ungaliyan
daaman sanam kaa haath mein aayaa thaa ek pal
din raat us ek pal se mehakti hain ungaliyan
jis din se dur ho gaye us din se hi sanam
bas din tumhare aane ke ginti hain ungliyan
patthar taraash kar na bana taj ek naya
fankar ki zamane mein katti hain ungaliyan