Naadan wo hamara imtihan kya legi, milayegi nazron se nazar to nazar jhuka legi. use meri kabar pr diya jalane ko mat kehna, wo naadan hai dosto apna haath jala legi