mera bakki koi imtihaan reh gaya

ALONE

VIP
kabhi yeh dil tha ghar unka,
mehmaan chala gya ghar se yeh khali makan reh gaya..


pani pe tasviren bani meine,,
naa rang raha baaki na nishaan reh gaya...


us aandi us tufan ka shor kisi ko yaad nahin hai,,
aai thi ek roz qayamat aur kisi ko yaad nahin hai,,
ek mera dil tuta baki sara jahan reh gaya...


aabhi tak tute sapney aur zakham kam te,,
ki abhi tak mein zinda hun,,
lagta hai mera bakki ko imtihaan reh gaya,, aadi
 

smilly

VIP
bhut vadiyaa dear.....

Pyaar mein apnaa aap ghavana padta hai.....
Gamon mein bhi muskuraana padta hai......
 
Top