Kin ranjeshon main hoon

SehaJ

Troublemaker
main tere pyaar main khoya howa puhncha
hoon kahan issi kashmakash main hoon
tu bhoolade mujhe iss qadar jana
main teri tanhayon main hoon teri tanhaion main hoon
tu kab ka aachuka hay abadiyon main
bedard main abhi unhi jangalon main hoon
yeh intezar ki haad hay yaa janoon-e-muhabat
main anssoon main hoon tere qehqahoon main hoon
tayyab dekh main zamane ki kin ranjishon main hoon
sahil per aakar bhi bhanwar ki bandishoon main hoon

 
Top