Hota Kaise Gam Hamari Ruswai Ka!

Jaan kar b wo mujhy jan na paaye,
Aaj tak wo mujhy pehchaan na paaye,
Khud hi kar li bewafai hum ne,
Taa k un par koi ilzaam na aye...!!!
 
Top