Ae baarish zara tham ke baras Jab mera yaar aa jaye to jam ke baras Pehle na baras ki woh aa na sake Phir itna baras ki woh jaa na sake