Jo zindagi ne hisaab manga beete lamho ko, kambakht soch tadap gayi par fursat na mili.. -by me
ลgǝи†.47 Codename 47 Apr 30, 2015 #1 Jo zindagi ne hisaab manga beete lamho ko, kambakht soch tadap gayi par fursat na mili.. -by me
Era Prime VIP Apr 30, 2015 #2 Jo zindagi se hisab manga maine beete lamhon ka... Hisab to door ki baat....nazrein jhuka li usne
dilbardeewana VIP Apr 30, 2015 #3 Zindagi se kyun maange hisaab-e-beete lamhon ki koii?, jab umr bhar - Kaun hain? kyaa hain? kahaan hain? - rahein inhi sawaalon mein ...!!! Last edited: Apr 30, 2015
Zindagi se kyun maange hisaab-e-beete lamhon ki koii?, jab umr bhar - Kaun hain? kyaa hain? kahaan hain? - rahein inhi sawaalon mein ...!!!