naa jaane usse weham kyaa hain merii taraf se khwaab mein bhi jo aati na thi tanhaa kabhii ..
dilbardeewana VIP Jun 17, 2015 #1 naa jaane usse weham kyaa hain merii taraf se khwaab mein bhi jo aati na thi tanhaa kabhii ..
P Parv Prime VIP Jun 17, 2015 #2 aap k hi paale huye ye veham hain hamarey naam ka to bss ek bahana tha
dilbardeewana VIP Jun 17, 2015 #3 ik weham ki soorat deewar-e-dil pe hain yaqiin dekho to hain maujood na dekho to hain nahiin