wafa

@n@@m

unknown but known to all
Unke yaadoan ke sahare jiye ja rahe hain hum,
Zehar zindgi ke piye ja rahe hain hum,
Unke liye hum hain sirf ajnabi,Phir bhi unka intezar kiye ja rahe hain hum,
Wafa to unse thi nahi kabhi ai mere dost,
Phir bhi bewafai ka dard liye ja rahe hain hum…​
 
Top