dilbardeewana
VIP
zubaan par hain yahaan sabki, teer aur talwaar ki baatein
hawaa bhii karne lagi hain ab, aag aur angaar ki baatein
yehaan nafrat ke sholey hain sabki dilon aur aankhon mein
chalo, kuch der baithe aur karein hum pyaar ki baatein...