Zikr uska hi aata hai mere har fasane mein usay jaan se zyada chaha hum ne zamane mein tanhaiyon mein uski ki yadon ka sahara mila nakam rahay usay hamesha hum bhulane mein