zeest ko sajati hein choryan aur larkiyan....

~¤Akash¤~

Prime VIP
aik jese lgti hein choryan aur larkyan
totti hein hasti hein choryan aur larkiyan

naz ki inteha hai ik zara c thees se
toot k bikharti hein choryan aur larkiyan :(

in k torne walon ko ehsas tak nahi hota
toot ker kb jurti hein choryan aur larkiyan... :(

zindagi ki dharkano ko ik rhytham sa deti hein
zeest ko sajati hein choryan aur larkiyan....
 
Top