zara udaas hun

fatimiya

tune rula diya

zara udaas hun lakin zara masroof bhi hun
tumharey paas hun shaed..shaed door bhi hun
youn pathreely raston pe chalna shoq nai mera
kuch maamla chahat ka hai kuch majboor bhi hun
mohabbat ho gai tum sey bas itni khata hai meri
mana k mujrim hun magar be qasoor bhi hun ...... !

 
Top