zamaana hi kya main janat ko bhi gira doon.

~¤Akash¤~

Prime VIP
Chahat mein teri apni pehchaan bhula doon,
Khudai mile to use bhi thukraa doon.

Tumhaare kadmon mein apni zindagi luta doon,
Saath ho tum to zamaane ko bhula doon.

Ik baar pukaro to tumko apna khuda bana doon,
Tumhaari ek muskaan pe apni hasti mita doon.

bewafai kabhi na karna, jahan ko jalaa doon,
zamaana hi kya main janat ko bhi gira doon.
 
Top