yun tou aadmi ka wajood sadiyon se hai jindaa ,, magar nazar

~¤Akash¤~

Prime VIP
mere hasne ko usne bhi gunahon mein gina jiske

mere hasne ko usne bhi gunahon mein gina jiske
har ek aanson maine yun sambhala jaise moti hai...
 

~¤Akash¤~

Prime VIP
tumhi kehte the ye masle nazar suljhi toh suljhege..

tumhi kehte the ye masle nazar suljhi toh suljhege..
nazar ki baat hai toh ye lab khamosh rehne do...
 

~¤Akash¤~

Prime VIP
tumhari yaad ke aadim andhere mujhko ghere hai

tumhari yaad ke aadim andhere mujhko ghere hai
tumhare bin jo beete din unhe din maan lu kaise
 

~¤Akash¤~

Prime VIP
jawani ke kayamat daur mein ye sochte hai sab

jawani ke kayamat daur mein ye sochte hai sab
ye hungame ki baatein hai ya baaton ka hungama
 

~¤Akash¤~

Prime VIP
tumhare pyar ki baatein sunae hai zamane ko

tumhare pyar ki baatein sunae hai zamane ko
humein khabron mein rakhte ho tumhe khabar toh ho
 

~¤Akash¤~

Prime VIP
zara un sahilon ki uljhano ki cheekh sun bhar lo

zara un sahilon ki uljhano ki cheekh sun bhar lo
jo lehron mein toh doobe hai magar sang beh nai sakte
 

~¤Akash¤~

Prime VIP
bataon kya mujhe aise saharon ne sataya hai

bataon kya mujhe aise saharon ne sataya hai
nadi toh kuch nai boli kinaron ne sataya hai
 

~¤Akash¤~

Prime VIP
tumhari aur meri dastaan mein farak itna hai tumhe jeena nai

tumhari aur meri dastaan mein farak itna hai
tumhe jeena nai aaya mujhe marna nai aaya
 

~¤Akash¤~

Prime VIP
ghareebi tor deti hai rishta jo khaas hota hai ghair bhi ho

ghareebi tor deti hai rishta jo khaas hota hai
ghair bhi ho jaatey hein apney jub kuch paas hota hai....
 

~¤Akash¤~

Prime VIP
Khawab Jhootay Kissi Ko Dikhaya Nahi Kertay

Khawab Jhootay Kissi Ko Dikhaya Nahi Kertay
Meeri Jaan! Youn Kisi Ko Sataya Nahi Kertay...
 

~¤Akash¤~

Prime VIP
kuch aise bhi uth jayenge is bazm se jinko tum dhundne niklo

kuch aise bhi uth jayenge is bazm se jinko
tum dhundne nikloge magar pa na sakoge....
 

~¤Akash¤~

Prime VIP
Meray KHUDA Mujhe Tabeer ki takat day day

Meray KHUDA Mujhe Tabeer ki takat day day
Mein nay kissi Shakhs ko Khawab Dikha rakhay hain...
 

~¤Akash¤~

Prime VIP
tamaam raat wo parday hatta k chaand k sath,

tamaam raat wo parday hatta k chaand k sath,
jo kho gae the wo lamhay talaash kartee thee...
 

~¤Akash¤~

Prime VIP
tujh se milnay ki aarzo paida na ho jaay dil main

tujh se milnay ki aarzo paida na ho jaay dil main
chand ko dekh yooun aankh chura lee hum nay...
 

~¤Akash¤~

Prime VIP
sau kos say ba-zabaan-e-qalam baateiN kiya karo aur hijr mei

sau kos say ba-zabaan-e-qalam baateiN kiya karo
aur hijr meiN visaal kay ma-zay liya karo....
 

~¤Akash¤~

Prime VIP
Anjaam uske haath hai..agaaz karke dekh Bheege hue paro se b

Anjaam uske haath hai..agaaz karke dekh
Bheege hue paro se bhi parwaaz karke dekh....
 

~¤Akash¤~

Prime VIP
Kabhi to sab jaane pehchane lagte hain,Kabhi to apne bhi beg

Kabhi to sab jaane pehchane lagte hain,Kabhi to apne bhi begane lagte hain...
Woh hume chod gaye to ehsaas hua,Kabhi kabhi kisi ko samjhne me zamane lagte hain....
 
Top