Yu to dil kisi pe ata nai,

Dil chahe dekhna unhe,

to batao aankho ka kya kasoor.

Har pal mahsoos ho jo unki khushbu to,

sanson ka kya kasoor.

Vaise to har khwab pooch ke nahi aate,

magar har roj unka khwab aaye to raton ka kya kasoor..


Yu to dil kisi pe ata nai,


koi nikaal kr le jaye,


to btao isme 'hamara'ka kya kasoor..
 
Top