youn he royya nahe kartay....!!

~¤Akash¤~

Prime VIP
Kabhi rootha nahe kartay....
sono aissa nahe kartay....

jinay pana na ho aasan
aunhain soucha nahe kartay....

jinain shab bhar tarapna ho
kabhi soyya nahe kartay...... .

zara se batt par ay..dost.... ...
youn he royya nahe kartay....!!
 
Top