yeh dil kerta rehta hai...

~¤Akash¤~

Prime VIP
Jo humay hai pasand,
woh karte hai pasand kisi aur ko,
Un par hai hamari nazar,
woh dekhte hai kisi aur ko,
Dil lagaya hi thaa unse,
aur toot bhi gaya,
Humay pata na chala,
kyon khuda rooth hi gaya,
Ab soch soch ker yeh baat,
Dil jalta rehta hai,
Phir bhi unhi ko chahne ki khataa,
yeh dil kerta rehta hai...
 
Top