Ye to nishani hai kisi ke pyaar ki...

~¤Akash¤~

Prime VIP

Maat roko iss behte dard ko,

Saza hai ye kisi ke intzar ki,

Keh lo inhe ashk ya diwangi,

Ye to nishani hai kisi ke pyaar ki...


Khawbo me aana unka kasur tha
UnseDil lagana hamara kasur tha
Wo aaye the zindagi me pal 2 pal k liye
Pr unko zindagi samajhna hmaraKsur tha .
 
Top