Ye tamasha hai dunya ka,

~¤Akash¤~

Prime VIP
Ye tamasha hai dunya ka,
Ye tamasha ho bhi sakta hai,Abhi jo tmhara hai,
Kisi aur ka bhi hosakta hai,
Tum apne apko har giz ilzam mat dena,
Ye soda hai muhabbat ka,Khasara bhi hosakta hai,
Ye na samjhna ka pehli muhabbat hi akhri muhabbat hai,
K ishq jurm hai bar bar bhi hosakta hai !!!!
 
Top