Gobind Sharma
VIP
ye ilm kaa saudaa ye risaale ye kitaabe.n
ik shaKhs kii yaado.n ko bhulaane ke liye hai.n
jab jab teri yaad ayi , paav mei zanzeer nazar aaye
nikal pade aansu ankhoon se, toh har aansu mei teri tasveer nazar aayi....