Ye baat smj mai aai nai,


Ye baat smj mai aai nai,


Or mumy ne smjhai nai.


Mai kaise meethi baat karu?


Jab meethi chez koi khaai nai.


Ye chand kaise maamu hai.?


Jab mumy ka wo bhaai nai.

Kyu lambe baal h bhaalu k.?


Kyu uski triming karaai nai.


Kya wo b ganda bacha hai.?


Ya jungle mai koi naai nai.


Naani k pati jab naana hai.


Daadi k pati jab daada hai.


Didi k pati kyu dida nai.?


Ye baat smj mai aai nai.


Or mumy ne smjhai nai.


Samandar ka rang kyu neela hai.?


Jab neel kisi ne milaai nai.


Jab schol mai itni neend aati hai.


To kyu bed waha rakhwaai nai.?


Ye baat smj mai aai nai

Or mumy ne smjhai nai.
 
Top