Yaad karke usse mujhe lagta hai

~¤Akash¤~

Prime VIP
Yaad karke usse mujhe lagta hai

kiu mein khud ko hi bimar krta hu,

kyun nhi bataa paya mein usse apne dil ki baat

ye soch kar mein khud hi par vaar karta hu

nhi mila hu usse mein ek arse se,phir bhi naa jane

kyun lgta hai ki har roz uska deedar karta hu,

ab to yahi lagta hai mujhe ki mein

aaj bhi usse hi pyaar karta hu............
 
Top