ya hamari yaad mein do aansson hi baha dena.

~¤Akash¤~

Prime VIP
Teri yaad dil mein chupaye soya karte hain ratoon ko,
jab yaad jyada aajaye tab roya karte hain ratoon ko,

yun tadpa kar hamein tum bhi jee nahin paogi,
aansuon ke sagar me tum bhi doob jaogi,

gar yaad aayeen kabhi too yaad hi kar lena,
ya hamari yaad mein do aansson hi baha dena.
 
Top