woh mutarif to faqat meri shairy ka tha

~¤Akash¤~

Prime VIP
yeh waqia bhi ajeeb meri zindagi ka tha
mai chahata tha usay or woh kisi or ka tha

kisi ney tor dia mera ashiyana-e-khuaab
mujhay bhi zaum buhat apni aashiki ka tha

tab apni wehshat-e-jaan per howa buhat afsoos
jo yeh suna kay usay shoq-e-dil lagi ka tha

na meri zaat say matlab na meray dard say kaam
woh mutarif to faqat meri shairy ka tha
 
Top