Woh

Sbne kaha tum me pehle jaisi bat nahi?

Maine kaha zindagi me uska sath nahi...

Sbne kaha ab bhi kisi ki aankho me doob sakte ho? Maine kaha ab kisi aankh me wo baat nahi...

Sbne kaha kyu itna toot kar chaha use? Maine kaha insan hu pathar zaat nahi...

Sbne kaha kya bewafa hai woh?

Maine kaha mujhe wafa ki talash nahi..

Sbne kaha bhul ja use ab?

Maine kaha WOH HAQIQAT HAI KOI KHWAB NAHI.
 
Top