Hansi ho, Khushi ho, bas aur kuch khaas nahi Kabhi Chuppi ho, Berukhi ho , bas aur kuch khaas nahi Sannate mein bhi, Bhid mein bhi, jo dil ko chu jata hai Wo Sukun ho, Zindagi ho, bas aur kuch khaas nahi.