wo........ meri..... baat kar rahaa hogaa..........

~¤Akash¤~

Prime VIP
baat mein... dard bhi.... dabaa hogaa;
usne..... sanket mein ......kahaa hogaa.

jisne........ kholi na umr bhar...... aankhein;
uski aankhon mein ......kuchh chhupaa hogaa.

wo .....meraa ghar ho..... yaa.... ki..... sapnaa ho;
teri aankhon mein .................jaagtaa hogaa.

ye gazal hai.... ki......... koi hichki hai;
wo........ meri..... baat kar rahaa hogaa..........

VIJAY VAATE

sanket mein =ishaaron mein
 
Top