Itna bhi andaaz nahi, ye teri parwaaz nhi Usaka kya anjaam hoga, jiska kuch aagaz nahi Dard usi ka hai ye lekin, uski ye aawaz nahi Wo khud ka hi ho gaya katil, raaz rahe ab raaz nahi !!