warna roz mere marne ki dua kaun karega.....

~¤Akash¤~

Prime VIP
Mohabbat mein maine kya kuch nahi luta diya,
Mohabbat mein maine kya kuch nahi luta diya,
Unko pasand thi roshni aur maine khud ko hi jalaa diya....

Khud ki mohabbat fanaa kaun karega,
sab nek banenge toh gunaah kaun karega,
Ae khuda bewafa sanam ko salaamat rakhna,
warna roz mere marne ki dua kaun karega.....
 
Top