~¤Akash¤~
Prime VIP
Sabko khoob hasaaya aur rulaya bhi bahut
Unko yaad bhi khoob kiya, aur bhulaya bhi bahut
Khusnaseebi kya hai aur kise kehte hau badnaseebi, humse pooch
Ki humne pyaar paya bhi bahut aur khoya bhi bahut
Wo chor gaye humko, kuch meri hi khata hogi zaroor..
Par sach kehta hoo Unko humne manaya bhi bahut
Ye aur baat hai ki hume to neend hi nahi aati
Waise humne unke khwaabo ko apni aankho me sajaya bhi bahut
Ye jo aankho ka samandar hai, khatam hi nahi hota
Kitna pee liya humne aur bahaya bhi bahut
Sayad sare zahan ki tarah unko bhi yakee na tha himara
Warna hum kitna chahte hai, ye unko humne bataya bhi bahut