Wada tod ke muskurate hai woh,

~¤Akash¤~

Prime VIP
Wada tod ke muskurate hai woh,
Dekhna unhe ek din pachtana hoga,
Mudaaton kiya hai intezar sanam ka,
Umar kat chuki hai ab to unhe aana hoga.......

Dukho mein Ashqk baha liya karte hai,
Hum apni neend unke naam kiya karte hai,
Jab bhi palke jhuke humari,
Samajh lena hum unhe yaad kiya karte hai...........


Raha jo dil mein dhadkan ban ke

bichda mujhse vo bewafa ban ke

na ummid rahi jeene ki ab ae dosto

milli hamein dava bhi ek sazaa ban ke
 
Top