~¤Akash¤~
Prime VIP
chasme purnam , saanse barham
hijra-e-aalam , tanha mausam
idhar bhi hain udhar bhi.........
tassavoor ki raat , betaab jajbaat
sahme khayalaat , sisakte sawalaat
idhar bhi hain udhar bhi.........
khija ka shabaab , sukhe gulaab
varak se lipti purani kitaab
idhar bhi hain udhar bhi
hijra-e-aalam , tanha mausam
idhar bhi hain udhar bhi.........
tassavoor ki raat , betaab jajbaat
sahme khayalaat , sisakte sawalaat
idhar bhi hain udhar bhi.........
khija ka shabaab , sukhe gulaab
varak se lipti purani kitaab
idhar bhi hain udhar bhi