Ussey kehna…

~¤Akash¤~

Prime VIP
Bikhar rahi hai meri rooh..ussey kehna…
kabhi mile toh yeh baat…ussey kehna…

woh saath thi toh zamana tha humsafar mera…
Magar ab koi nahin mere saath …ussey kehna….

ussey kehna..ke bin uske din nahin katataa…
Sisak Sisak ke katti hai raat …ussey kehna…

usey pukarun..ke khud hi puhunch jaun
nahin rahi ab woh baat …ussey kehna…

har jeet uske naam kar raha hun main…
haar kar bhi jeet raha hun mein…USSEY KEHNA…
 
Top