Usne kaha tum mein pehle jaisi baat nahi..

rollback4hunt

Where Al Ends Here Begins
Usne kaha tum mein pehle jaisi baat nahi..
Maine kaha zindagi mein ab tera jo saath nahi.

Usne kaha ab bhi kisi ki aankhon mein doob jaate ho..
Maine kaha ab kisi ki aankhon mein woh baat nahi..

Usne kaha kyon itna toot kar chaha mujhe..
Maine kaha insaan hoon, patthar jaat nahi..

Usne kaha kya bewafa hoon main..
Maine kaha ab mujhe wafa ki talaash nahi..

Usne kaha bhool ja mujhe ab..
Maine kaha tum Haquiquat ho Khwaab na..
Reply
 
Top