usme ab maut ka junoon dekhta hun,

~¤Akash¤~

Prime VIP
aaj jab zindagi ko jata or maut ko aata dekhta hun,
kya se kya ho gaya main ye dekhta hun,
..
din mein masroofiyon se ghire rehte hain,
raat mein khudko bechain dekhta hun,
..
jo seekhata tha jeena sabko,
usme ab maut ka junoon dekhta hun,
 
Top