usko itna faqat bata daina itna aasaan nahi bhula daina te

~¤Akash¤~

Prime VIP
usko itna faqat bata daina

itna aasaan nahi bhula daina

teri yaaden bhi teray jaisi hain

inko aata hai bus rulaa daina

chhupaaye rakhna dil ke zakhmon ko

sataaye dard phir bhi muskura dena

log zalim hain inki aadat hai

uthtay sholon ko bus hawa dena

ab nahi aaye ga laut kar truefriend

chhor do usko tum sada dena"
 
Top