Uski soorat

Uski soorat dikha kar khuda ne deewana bana diya..
Nazron ke teer ka dil ko nishana bana diya..

Uska khyal, usi ki baaten, usko hi sochta hoon ab..
Uski yaad ne duniya se begana bana diya..

Pyar me jalne ka maza bhi lekar dekhen..
Wo shama hai to khud ko parwana bana diya.
 
Top